There are many magical Poet in the Urdu language. One such is known by the world as Jaun Eliya. Jaun Elia Shayari.
John Eliya is a famous poet of Urdu. He was a resident of Pakistan. Apart from Urdu, he had a good grasp on Arabic, English, Persian, Sanskrit and Hebrew languages. His real name was Syed Sibt-e-Asgar Naqvi (Syed Sibt-e-Ashgar Naqvi).
Here are the Jaun Elia Shayari. Give them a read:
“Kya batau ke mar nahi pata,
Jeete ji jab se mar gaya hu main.”
“Apna khaka lagta hu,
Ek tamasha lagta hu.”
“Roya hu to apne dosto main,
Par tuj se to has ke hi milta hu.”
“Jo guzari na ja saki hum se,
Hum ne wo zindagi guzaji hai.”
“Hum wo hai jo khuda ko bhul gaye,
Tum meri jaan kis gumaan main ho.”
“Ilaaj yeh hai ki majboor kar diya jaaun,
Warna yun toh kisi ki nahin suni maine.”
“Main bhi bahut ajeeb hoon.
Itna ajeeb hoon ki bas,
Khudko tabaah kar liya aur malaal bhi nahi.”
“Dil tamanna se darr gaya janab,
Sara nasha utar gaya janaab.”
“Kitne aish se rehte honge,
Kitne itraate hone,
Janne kaise log woh honge,
Jo usko bhaate honge.”
“Apna khaaka lagta hoon,
Ek tamaasha lagta hoon,
Ab main koi shaks nahin,
Uska saaya lagta hoon.”
“Apne sab yaar kaam kar rahe hai,
Aur hum hai ki naam kar rahe hai.”
“Nahi duniya ko jab parwaah hamari,
To fir duniya ki parwaah kyu kare hum.”
“Bahut nazdeek aati ja rahi ho,
Bichande ka irada kar liya kya?”
“Yeh muje chaen kyun nahi padta,
Ek hi sakhs tha jahan main kya?”
“Kis liye dekhti ho aaina
Tum to khud se bhi khubsurat ho.”