18 Gulzar Shayari That Will Explain You The Meaning Of Love And Life

Magical!

Sampooran Singh Kalra, famously known by his pen name Gulzar (as we all know him), even searched as ‘Gulzar Shayari’ is an Indian poet, lyricist, and film director. Gulzar Sahab is world-famous for his contribution towards the Indian Cinema, and for his poetry/Shayari. Gulzar Shayari is simple writing and direct connecting.

He is rewarded by Sahitya Academy and Dada Sahab Phalke award.

Gulzar Shayari is the magic created by him which rules million hearts. We can all call him an emotional savior. Everyone search for Gulzar Shayari according to the mood. If we need motivation Gulzar Shayari on life. If looking for romance Gulzar Poetry on love. There is no end to Gulzar Sahab Shayari.

Read: Mirza Ghalib Shayari

He is a director, lyricist, Poet, dialogues and scripts writer. He first collaborated with SD Burman as a lyricist in the 1963 film Bandini. Later there was no stopping. As of 2019, Gulzar has won a total of 36 awards and honors including the National Film Award and Filmfare award.

Here are some of the amazing Gulzar Shayari:

Gulzar Shayari on Life

Hazaro..
Uljhane raho main, aur Koshishe behisab.

Isi ka naam hai zindagi, Chalte rahiye janab.

Gulzar Shayari on Love

Ae Ishq..
Dil ki baat kahu, Bura to nahi manoge.

Badi rahat ke din the, Teri pehchaan se pahale.

Gulzar Shayari on Love

Tumse mili jo zindagi, Hamne kabhi boi nahi.

Tere siva koi na tha, Tere siva koi nahi.

Gulzar Shayari on Life

Uljhi hai, Uljhi hi rehne dijiye,

Agar sulajh gayi to, Kya hai zindagi.

Gulzar Shayari on Love

Aisa koi zindagi se Wada na tha,

Tere bina jeene ka Irada to nahi tha.

Gulzar Shayari on Life

Rahe na kuch malal Badi shiddat se kijiye,

Nafrat bhi kijiye to Zara mohabbat se kijiye.

Gulzar Shayari on Love

Jab bhi ye dil Udaas-udaas hota hai,

Jane kaun aas-paas hota hai

Koi wada nahi kiya lekin, Kyu tera intezaar rehta hai.

Gulzar Shayari on Love

Ishq main jalte hue Saas tejabi lage,

Raaz khulta hi nahi Koi to chabi lage.

Gulzar Shayari on Love

Wo chiz jise Dil kehte hai,

Hum bhul gaye hai Rakh ke kahi.

Gulzar Shayari on Life

Chum leta hu har muskil ko Main apna mankar,

Zindagi kaise bhi ho Aakhir hai to meri.

Gulzar Shayari on Love

Tere bina zindagi se koi Shikwa to nahi,

Tere bina zindagi bhi lekin Zindagi to nahi

Gulzar Shayari on Life

Milta to bahut kuch hai  Zindagi se,

Bas ham ginti usi ki karte hai Jo hasil na ho saka.

Gulzar Shayari on Life

Thoda sukoon bhi Dhundiye janab,

Yeh jarurate to Kathm hogi nahi.

Gulzar Shayari on Life

Thoda sa rafu karke Dekhiye na,

Fir se nayi si lagegi Zindagi hi to hai.

Gulzar Shayari on Life

Apni tanhai ka Auro se sikhwa na karna,

Tum akele hi nahi ho Sabhi akele hai.

Gulzar Shayari on Life

Jakhm kaha kahase mile hai Chod in baato ko,

Zindagi tu to bata Safar or kitna baki hai.

Gulzar Shayari on Life

Wo khat ke purze Uda raha tha,

Hawaaon ka rukh Dikha raha tha.

Gulzar Shayari on Life

Waqt rahta hi nahi Tik kar,

Aadat iski bhi Aadmi si hi hai.

“Also Read: Rahat Indori Shayari  |   Wasim Barelvi Shayari